dekha karta tha jab aasman
char deewaron me band the hum...
ab jab inn deewaron me apne rang bhar chuke hai
aasman ka rang khud ki oor khichta hai...
jaanta hai dil ki rehna toh inhi char deewaron me hai
phir bhi khidki se hi aasman ke rang ko tarashte hai...
kaash ye deeware badal jaati
inme kisi khaash ki mehak chha jaati...
dur wo aasman bhi jalta humare deewaron ke rang se
inn deewaron ki mehak use bhi tarsati...
rehte toh aaj bhi hum char diwaron me hi hai
kuch adhure sapno se he inme rang bhare jaa rahe hai...
- Shrabani
Get this poem on cell SMS : @alfaaz.9 to 92433 42000

1 comment:
Nice one.
Post a Comment